Aisi nahi hai baat k tmhara sath chor doon,
Kisi lamhe kahin b tmhara hath chor doon,
Agar tum door b jao mujhe tum paas paogay,
Meri khushbu mera ehsaas apne paas paogay,
Jo meri yaad aaye to aankhen band ker lena,
Tum in band aankho mai mera ehsaas paogay,
Main tumhari aankho aur dil mai hoon shayad,
Agar tum bhoolna chaho to kiya tum bhool paogay...!?