But iss heart ka what karun jo beat'ta hai just tere liye...
Aaaff Course. ;-) ;-)
Main mar jaon to usay mera kafan bana dena,
Boht roey ga mujhey dekh dekh kar wo shakhs,
Is liye dair na lagana mujhey jaldi dafna dena,
Lagana aik poda meri qabar key serhanay,
Meray yar k anso osko pila dena,
Agar bohat roye meri qabar par wo aa kar,
To nikalna mujhe or Uss ko dafna dena..
Or kehna
le tu mar ja manhoos :-P
marna haram kr k rkha huwa tha!!!!:-D
F A R A Z
Woh Muskura Ke Boli, Bohat Baray Pakao Ho Tum..!
Hum zindagi ki bheer me itne kho gaye
Pata hi nahi chala kab
.
.
kharbuzy 80 rupay kilo ho gayay
(,")/oo ruk bhai
/) ) 70 lay lay:-)
_/ l_
Yadein Reh Jati Hen Bichar Jate Hen Insan,
Yaad Rakho To Bohat Qarib Paoge,
Bhool Jaoge To thappar khao gy...:p
Ankho ka "ARMAN" Ban jao,
Honto ki "MUSKAN" Ban jao,
Oh, tum ho!
I'm sorry yar
Tum to bus
"INSAN" Ban jao.:-)
"wah wah"
ye udaas chehra ye aankhon main nami hy,
NIDO piya kro beta,ye calcium ki kami hay...
Naa Mohabbat, Naa Dosti Yaaro.
Aaj K is Devdas ki baat Maano
Naa Chander-Mukhi, Naa Paaro,
Bus aati jati hr Bachi ko Taaro.!:-)

Saray raqbay tumharay liey hain.
Kotthiyon kay talabgar ho tum. Platon kay parastar ho tum.
Zalalat ki zinda misalo, saray qarzay tumharay liey hain.
Tum hi say qaim budget ka khasara.
Lahoo pi lo gharibon ka sara. Aey jahanum kay zinda nishano,
sary funds tumharay liey hain. Aey Pak watan kay ghaddaro.
O America kay wafadaro ye jitni bhi hain is jahan mein
sari lanatain tumharay liey hain.
Larkiyon ke chakkar main mat parhna,
Yeh aati hain HEER ki tarha
Lagti hain KHEER ki tarha
Chubti hain TEER Ki tarha
Or
Halat kr deti hain FAKEER ki tarha.

'GHALIB'
Pr daal chawal k sath
"'D.e.w'
na pia to phr kia jiya....!
