Agar Sardiyun me raat ko soney se pehle,
ek addad tez Muli, ubli hui Chaney ki Daal,
aur Kaala Namak hasbeh-e-zaiqa kha k uper se Lehaaf orh liya jaye,
to aap k lehaaf ke andar Chemical Bombing start ho jayegi,
js se andar ka Temperature barh jayega aur sardi nahi lage gi.

Jazbati ho k khaane ki miqdaar ko zyada mat karen,
warna lehaaf jal k phatt sakta hai...
Zubaida Aapa k winter totkay :)