Kai Sawal Dil me le kr jawaab Dhondne Nikla tha.
Me ße'wafaon ki ßasti se wafa Dhondne Nikla tha.
Kya ajab silsala tha un ki muskrahton ka
Me un Muskrahaton pr jaN Dene Nikla tha.
Kya andaz tha us ki Mehkti hui chahton ka.
Jin chahton pr me sb kch Qurban krne Nikla tha...