Wife: Raat kahan thay?
Husband:Dair ho gai thi to dost k ghar stay kar liya tha
Wife ne usi waqt fone uthaya aur us k 10 best frnds ko call ki
8 ne kaha k Haan bhabhi Woh raat mere paas tha
Aur
2 ne kaha Bhabhi Woh so rha hy,
Kahein to Utha don?
"Dost zindabad"