"Roz" taron ki numaish mein khalal parta hai,
"Chaand" pagal hai andhery min nikal parta hai,
"Aik" diwana musafir hai,meri ankhon mein,
"Waqt" be-waqt Thehr jata hai chal parta hai,
"Apni" tabeer k chakar mein mera jagta khwab,
"Roz" suraj ki trah ghr se nikal parta hai,
"Roz" pathar ki himayat mein ghazal likhty hain,
"Roz" sheeshon se koi kam nikal parta hai,
"Us ki" yad aie hai sansoo zara ahista chalo,
"Dharkano" se bhi yadon main khalal parta hai.