Sb se chupa kr dard, jo wo muskra dia,
Uski hansi ne to aaj mujh ko rula dia,
Lehjay se uth rahi thi har ik dard ki dastan,
Chehra bata raha tha k sub kuch ganwa dia,
Awaz me thehrao tha, ankhon me nami thi,
Aur keh raha tha k me ne sab kuch bhula diya,
Janay kiya usko logon se thein shikayatein,
Tnhaiyon k dais me khud ko basa dia,
Khud bhi woh hum say bicher k adhora sa ho gaya,
Mujh ko bhi itnay logon me tanha bana dia..