Goongi Ho Gai Aaj kuch Zuban kahtay kahtay
Hichkicha Gya Main khud ko Musalman kehtay kehtay
Ye Baat Nahi k Muj ko is Par yaqeen Nahi
Bas Darr Gya khud ko sahab-e-Imaan kehtay kehtay
Toufeeq Na hoi Mujay Aik waqt ki Namaz ki
Aur Chup Hoa Moazan Azaan kehtay kehtay
Kisi kafir Ne jo Poocha k ye kia Hay Maheena
Sharam se pani hoa Main Ramzan kehtay kehtay
Ciggrete ki Talab ko Bataya Jab Bahana-e-Berozgi
Mere Ander koi Hans Dia Mujay Nadan kehtay kehtay
Mere shelf Main Gird se lAptti kitaab ka Jo Poocha
Main Garh Gya Zameen Main Quran kehtay kehtay.