Hum tere warqon mein bikhre hein,
kabhi wo purani kitabein kholo to yaad karna,
Hum Qatra Qatra barsaat mein barsein ge,
jo un Baarishon mein bheego to yaad karna,
Hum saans saans teri yaado'n mein basey hein,
jab saans ko ukharrta pao to yaad karna,
Hum lamha lamha teri yaad mein jaltey hein,
kabhi khud ko khud se khafa paao to yaad karna,
Hum raat bhar terey liye Rub se Duaen mangte hein,
kabhi tum bhi haath uthao to yaad karna...!!
khud ko khud se khafa paao to yaad karna,
Hum raat bhar terey liye Rub se Duaen mangte hein,
kabhi tum bhi haath uthao to yaad karna...!!
Miss You SMS