Apne khayalon ki hifazat karo kyu ke ye tumhare alfaz ban jate hein,
Apne alfaz ki hifazat karo kyu ke ye tumhare amaal ban jate hein,
Apne amaal ki hifazat karo kyu ke ye tumhare kirdar ban jate hein,
Aur apne kirdar ki hifazat karo kyu ke tumhara kirdar tumhari pehchan hota hai...