aik chadar ko rah-e- mehbob main bicha dena,
Main mar jaon to usay mera kafan bana dena,
Boht roey ga mujhey dekh dekh kar wo shakhs,
Is liye dair na lagana mujhey jaldi dafna dena,
Lagana aik poda meri qabar key serhanay,
Meray yar k anso osko pila dena,
Agar bohat roye meri qabar par wo aa kar,
To nikalna mujhe or Uss ko dafna dena..
Or kehna
le tu mar ja manhoos :-P
marna haram kr k rkha huwa tha!!!!:-D