" Gazal "
Jitna pyar paya hy apse,utna or paane ko ji chahta hy.
Najane q hr rishta apse,banane ko ji chahta hy.
Maut to aani hy lekin ap pe,mar jane ko ji chahta hy.
Samandar ki gehrai ka andaza hy mgr,apki ankhon me doob jane ko ji chahta hy.
Ankhon me khuwab to boht hain lekin,apke sapne sajane ko ji chahta hy.
Dil ki dharkn to chal rhi hy mgr,apko dharkn banae ko ji chahta hy.




