Kya aap jante hai ?
Pyar ek meetha zahar hai.
Pyar fursat ka vyapaar hai
Pyar manavta ka dusra naam hai
Pyar dilon ko kholne wali kunji hai.
Pyar ishwariya soundarya ki bhook hai.
Pyar samay aur isthan ki seema se dur hai.
Pyar ek yesa divya pushp hai, jo kabhi nahi murjhata.
Pyar ishwar ki den or jeevan ki madhurtam vastu hai.