Kabhi zindagi ka naam hai mohabat,
kabhi mout ka pegham hai mohabat,
Kabhi mohabat se milti hai khushi,
kabhi gham ki sham hai mohabt,
Kabhi mohabat ansoun ki barish hai,
Kabhi hansi ka jaam hai mohabat,
Kabhi hai mohabat dil ki jalan,
Kabhi dil ka aaram hai mohabat,
Kabhi mohabat hai milan ka rop,
kabhi tanhai ki tarah BE-NAAM hai mohabat,
Kabhi mohabat hai BE-NAAM zindagi,
Kabhi zindagi kehti hai Mera Naam HaiMÖHÄBBÄT