Aik aadmi bas mein jagah na hone ki wajah se bus ke darwaaze se latak raha hota hai.
Signal stop hone par aik bhikaari uss ki qameez pakar kar kehta hai :
Allah ke naam par 10 Rupey de do..
"Allah tumhain jannat main jagah de ga"!!
Aadmi bolta hai : O Baba, Bus main to jagah mill nahi rahhi jannat main kahan mile gi!!!