Aey ALLAH!
Mein tujh se kaise mangoon,
Jab ke mein tera na farman banda hoon.
Lekin mein tujh se kaise Na-umeed ho jaon, Jab ke tu ata karne wala hai.
Ya ALLAH jab mein ne tujh se na manga, Tab bhi tu ne mujhe ata kiya.
To ye kaise mumkin hai ke mein tujh se mangoon, Aur tu ata na kare...
(Hazrat Ali)