"Ghazal"
Tum Jao Hum se Door To aik Kaam Kar Jana,
Kuch Pal Apne Hamare
Naam Kar Jana,
Agar aa Jay mout Hume tumary Aanay se Pehlay,
To aa Kar maray Janazay Ka Ehtaram Kar Jana,
Na Rona is Qadar K Takleef ho Hume,
Mout Ko bhi Mazak Samajh Kar Anjaan Ban Jana,
Main aik Din So Jaon ga Sada K Liay,
Phir Mujhe Bewafa Kah K Badnam Kar Jana
Jo Guzro mari Qabar se to Nazren Na Pharna anjan ki tarah
Mehman he Ban K Dua Salam Ker Jana,